Monday, February 16, 2009

~Khwahish~



Jaagty thaki aankhon ke adhurey talabgaar khwab, kisi roz teri panaah mein poorey hongey ...

12 comments:

  1. sara din jagein tu be'jan si ho jati hein,
    saans leti hui aankon ko zara sonay do

    ReplyDelete
  2. http://www.youtube.com/watch?v=EmmZ-xMyOTY&feature=related

    ReplyDelete
  3. aap ke blogs parhay tu dil ko anjani si kashish mehsoos hui ,aap ke likhnay mein bohot dard hai.shayed har koi is phase se guzart hai,bas isi liyay chand achay lafz,kuch songs bhejnay ko ji chaha.jis pe guzarti hai janta tu wahi hai,doosray log relate kar saktay hein lekin mehsoos karnay ki intensity har aik ki farq hoti hai.

    ReplyDelete
  4. dosti ka religion sirf mohabbat hai.dil se dil tak ka rishta.aapka naam ears ko bohot bhala sound karta hai.may i know what's the exact meaning of ur name?is it like megha, matlab baarish (or something else)if i'm not wrong.
    Farah means happiness.anyway,its really nice to meet your thoughts and your inner world.it seems to be so beautiful!

    ReplyDelete
  5. naam ka matlab hai Baadal aur Barish ... Megh is Badal ...

    Nawazish .. apse milkar bhi acha laga.

    ReplyDelete
  6. naam ka matlab batanay,aur apnay blogs pe comment ki ijazat ka dili shukriya!
    aap ne mere blog pe pehla comment deni ki mubarak di,mujhay bohot acha laga aur wahan mein ne bhi aapke comment ke javab mein kuch likha,ji chahay tu dekh lijiye...:)

    ReplyDelete
  7. manzil-e-gham ki fazaa'on se li'pat kar ro loon,
    terey daaman ki havaa'on se li'pat kar ro loon,
    jaam-e-mai peenay se pehlay mera ji chahta hai,
    bikhri zulfon ki ghataa'on se li'pat kar loon
    aanay waalay terey rastey mein bichaa'oon aankhein
    jaanay waalay, terey paaon se lipat kar ro loon

    ReplyDelete
  8. naa ji naa ... rona kabhi nahi rona..chahey toot jaye koi khilauna ... chahey toot jaye sapna salona ...

    ReplyDelete
  9. hum ne jo,dekha tha suna tha,
    kia bataayein woh kia tha,
    sapna salon sa,khatam tu hona tha
    hua?hua???????????????
    kia batayeeeeeeeeeeeeeeeeein?

    ReplyDelete
  10. !
    ankahin slamat..sapnay bht..:)

    !!

    ReplyDelete
  11. gar sapnay na ho to poorey honey ki khwahish kese rehty...umeed se dunia kayam hai...

    ReplyDelete