Monday, September 6, 2010

~Khali Makaan~


Azaab hai ye zindagi ka safar
Khwab hai jo dariya dil me aye khushyon ki leher

Pasheman hun main banakar aarzuon ka mahal
Carwan-e-Zindagi khud ek Sailab hai Umrbhar

~Kashish

5 comments:

  1. Nice..would sound better if written in Hindi font...

    ReplyDelete
  2. Am sorry Im not into Hindi fonts or Hindi shayaris... Its urdu !

    ReplyDelete
  3. Pasheman hun main banakar aarzuon ka mahal
    Carwan-e-Zindagi khud ek Sailab hai Umrbhar


    Kashish ji bilkul sahi kaha hai aapne iss sher ke raah se....merii jaanib se daad waool paaiyega..


    Harash Mahajan

    ReplyDelete
  4. Shukria ...

    ji ...Safar hi to hai...Khatm bhi ho jayega ...

    Is carwan mein apki raah bhi anjaaney mein jaa mili meri kacchi sarkon se ...

    Janey kyu har musafir yhan bhatakta hua nazar aata hai...
    kahin kisi ki manzil khoyi hai..to koi rasta bhula hai ... Baharhaal ... Main khud bhi ek safar-e-tanhayi ki raahdar hun ...

    In kadmon ka chal padna hi Safar hai
    Aur Rukk jana Araam-e-Suffer hai
    :)

    ReplyDelete