Saturday, May 22, 2010

..

Woh apne jahaan mein Khushgwaar hai

Main apne jahaan mein Ghumkhwar hoon

~Meg


9 comments:

  1. saason ki aawaz hai..un tak pahuch jayegi..
    pyaar key ye alfaaf aapki ore unko zaroor layegi...
    guzarish hai khuda se.. beheti hui khushiya.
    aap tak zaroor aayegi:)

    ReplyDelete
  2. मेघनाजी, आपकी रचनाओं में तडप है, कशिश है। शब्दों का चयन सटीक है। ये रचनायें बरबस ही दिल को छू जाती हैं। जिस तरह वो पास होकर भी पास नहीं- क्या खूब कहा है। माशा अल्लाह लिखना जारी रखिये- हम जैसे कद्रदानों पर आपकी मेहरबानी होगी।

    ReplyDelete
  3. Ham bhi banne chale the kisi ka sahara, jante nahi the uske gam men jal jayega hath hamara.

    ReplyDelete
  4. aisa kyun hota hai jisse hamen sabse jyada umeeden hoti hai usi se sabse jyada dukh milta hai

    ReplyDelete
  5. Kyuki jisko jo mil gaya usey uski khwahish marr jaty hai...
    Zindgi mein khushi ka matlab sirf aur sirf hasil karna reh gaya hai...lihaza jo jisey paa ley, usey usi pal kho bhi leta hai...

    Aur phir insan kahan dukh detey hai..Insan se wabista ummeedein hi dukh dety hai...

    ReplyDelete
  6. @sahil:- Ye wohi baat hui ke-

    Ghar ke charaagon se lagi hai ghar ko aag

    :)

    ReplyDelete
  7. @Atript:-

    ji bahot shukria sarhaney ka..Main bas apne liye likhty hun..

    Agarche koi taaza zakhm inaam ho jaye to lafz phir se bolenge mere

    Filhal likhna radd kiya hua hai ... Alfaz kahin kho gaye hai... bheetar zard mausam ki sari dein hai

    :)

    ReplyDelete