Saturday, January 30, 2010

~Keh gaya woh jate jatey ~


Deke bewafai ki sogatein
Keh gaya woh jatey jatey
Tujse kiya main har wada nibhata
Gar raah chalte kisi aur ka na ho jata

Ussey hai ab mere din raatein
Kamlidiyan gallan kamlidiyan batein

Uske khwab dekhey meri do ankhein
Pyar hi pyar hai uski do baahein

Afsos tujme nahi woh adayein
Jo kheechkar mujhe paas bulayein

Laut jaa aye baawri deewani
Khatm kar ab mohabbat ki kahani

Tujse nafrat hai muje kaise samjhau
Tu marr bhi jaye to main paas na aaun
~Meg

4 comments:

  1. dard to usne hi jaana jisne dard ko jiya hai aaj saath chhand ke mai ji bhar ke ro ke aaya aaj baadlon ke ghar hoke aaya.....aasman ke us paar hoke aaya.....

    ReplyDelete
  2. tum dil ko jo chhuti ho to jaruri hai ki usme koi baat ho ...is kadar tanhai ko bayan karti ho jaise amavas aur tum saath ho

    ReplyDelete
  3. mm....

    bht pyaar tm ko..

    dill dukhtaa hay bht..frU
    :(
    !!

    ReplyDelete