aap ke blogs parhay tu dil ko anjani si kashish mehsoos hui ,aap ke likhnay mein bohot dard hai.shayed har koi is phase se guzart hai,bas isi liyay chand achay lafz,kuch songs bhejnay ko ji chaha.jis pe guzarti hai janta tu wahi hai,doosray log relate kar saktay hein lekin mehsoos karnay ki intensity har aik ki farq hoti hai.
dosti ka religion sirf mohabbat hai.dil se dil tak ka rishta.aapka naam ears ko bohot bhala sound karta hai.may i know what's the exact meaning of ur name?is it like megha, matlab baarish (or something else)if i'm not wrong. Farah means happiness.anyway,its really nice to meet your thoughts and your inner world.it seems to be so beautiful!
naam ka matlab batanay,aur apnay blogs pe comment ki ijazat ka dili shukriya! aap ne mere blog pe pehla comment deni ki mubarak di,mujhay bohot acha laga aur wahan mein ne bhi aapke comment ke javab mein kuch likha,ji chahay tu dekh lijiye...:)
manzil-e-gham ki fazaa'on se li'pat kar ro loon, terey daaman ki havaa'on se li'pat kar ro loon, jaam-e-mai peenay se pehlay mera ji chahta hai, bikhri zulfon ki ghataa'on se li'pat kar loon aanay waalay terey rastey mein bichaa'oon aankhein jaanay waalay, terey paaon se lipat kar ro loon
sara din jagein tu be'jan si ho jati hein,
ReplyDeletesaans leti hui aankon ko zara sonay do
http://www.youtube.com/watch?v=EmmZ-xMyOTY&feature=related
ReplyDeleteaap ke blogs parhay tu dil ko anjani si kashish mehsoos hui ,aap ke likhnay mein bohot dard hai.shayed har koi is phase se guzart hai,bas isi liyay chand achay lafz,kuch songs bhejnay ko ji chaha.jis pe guzarti hai janta tu wahi hai,doosray log relate kar saktay hein lekin mehsoos karnay ki intensity har aik ki farq hoti hai.
ReplyDeletedosti ka religion sirf mohabbat hai.dil se dil tak ka rishta.aapka naam ears ko bohot bhala sound karta hai.may i know what's the exact meaning of ur name?is it like megha, matlab baarish (or something else)if i'm not wrong.
ReplyDeleteFarah means happiness.anyway,its really nice to meet your thoughts and your inner world.it seems to be so beautiful!
naam ka matlab hai Baadal aur Barish ... Megh is Badal ...
ReplyDeleteNawazish .. apse milkar bhi acha laga.
naam ka matlab batanay,aur apnay blogs pe comment ki ijazat ka dili shukriya!
ReplyDeleteaap ne mere blog pe pehla comment deni ki mubarak di,mujhay bohot acha laga aur wahan mein ne bhi aapke comment ke javab mein kuch likha,ji chahay tu dekh lijiye...:)
manzil-e-gham ki fazaa'on se li'pat kar ro loon,
ReplyDeleteterey daaman ki havaa'on se li'pat kar ro loon,
jaam-e-mai peenay se pehlay mera ji chahta hai,
bikhri zulfon ki ghataa'on se li'pat kar loon
aanay waalay terey rastey mein bichaa'oon aankhein
jaanay waalay, terey paaon se lipat kar ro loon
aankhein bicha kar ro loon?
ReplyDeletenaa ji naa ... rona kabhi nahi rona..chahey toot jaye koi khilauna ... chahey toot jaye sapna salona ...
ReplyDeletehum ne jo,dekha tha suna tha,
ReplyDeletekia bataayein woh kia tha,
sapna salon sa,khatam tu hona tha
hua?hua???????????????
kia batayeeeeeeeeeeeeeeeeein?
!
ReplyDeleteankahin slamat..sapnay bht..:)
!!
gar sapnay na ho to poorey honey ki khwahish kese rehty...umeed se dunia kayam hai...
ReplyDelete