Is carwan mein apki raah bhi anjaaney mein jaa mili meri kacchi sarkon se ...
Janey kyu har musafir yhan bhatakta hua nazar aata hai... kahin kisi ki manzil khoyi hai..to koi rasta bhula hai ... Baharhaal ... Main khud bhi ek safar-e-tanhayi ki raahdar hun ...
In kadmon ka chal padna hi Safar hai Aur Rukk jana Araam-e-Suffer hai :)
Nice..would sound better if written in Hindi font...
ReplyDeleteAm sorry Im not into Hindi fonts or Hindi shayaris... Its urdu !
ReplyDeletePasheman hun main banakar aarzuon ka mahal
ReplyDeleteCarwan-e-Zindagi khud ek Sailab hai Umrbhar
Kashish ji bilkul sahi kaha hai aapne iss sher ke raah se....merii jaanib se daad waool paaiyega..
Harash Mahajan
Shukria ...
ReplyDeleteji ...Safar hi to hai...Khatm bhi ho jayega ...
Is carwan mein apki raah bhi anjaaney mein jaa mili meri kacchi sarkon se ...
Janey kyu har musafir yhan bhatakta hua nazar aata hai...
kahin kisi ki manzil khoyi hai..to koi rasta bhula hai ... Baharhaal ... Main khud bhi ek safar-e-tanhayi ki raahdar hun ...
In kadmon ka chal padna hi Safar hai
Aur Rukk jana Araam-e-Suffer hai
:)
bahut khoob kashish
ReplyDelete