Kabhi yun hota tha
Ke hum bhi hote the
Tum bhi hote the
Aur sama-e-gulshan hara bhara
Ab yun hota hai
Na hum hote hai
Na humdum hota hai
Bas hota hai mausam-e-dhuan dhuan
~Kashish
Zindagi ke station par bikhra hua woh Samaan hun ..... Jo kisika bhi nahi !!!
No comments:
Post a Comment